DP Full Form in Hindi & English | डीपी का फुल फॉर्म क्या है?

Social sites par aapne DP shabd aksar suna hi hoga. Aese me bahut se log sochte hain aakhir ye DP Full Form in Hindi & English, DP Ka Full Form Kya Hai, DP meaning in WhatsApp, DP ka kya matlab hota hai. WhatsApp ya phir Facebook par aapko aese comment bhi aate honge Yaar teri DP bhut mast hai, Nice DP, Faadu DP.

Aaj bhi aese bhut se log hai jo social media to use karte hai lekin unko is shabd ka sahi matlab nahi pata. Is post me hum aapko DP full form in Hindi kya hai is baare me detail me batane wale hai.

Bhut se log DP ko Desktop Picture ke naam se jante hai. Lekin DP Ka full form ye nahi hai. DP ki sahi full form janne se pehle hum aapko ye bata dete hai aakhir DP kya hai.

DP Kya Hai? (DP Ka Matlab Kya Hai?)

DP kya hai

Ye word waise to bhut si jagah use kiya jata hai. Jahan iski full form different hoti hai. Lekin yahan hum Social media DP ke baare me baat kar rahe hai.

Dp aapke social profile me lagi photo hoti hai. Jaise ki agar aap WhatsApp ka use karte hai to aap apne profile me ek photo lagate hai.

Photo aapki khud ki ho sakti hai ya phir koi wallpaper bhi ho sakta hai. Jise koi bhi dusra person dekh sakta hai. Agar aapne apni WhatsApp settings me usko aapki Profile photo dekhne ki permission di hai tab hi samne wala vyakti us photo ko dekh sakta hai.

Same baaki social accounts jaise ki Facebook, Twitter, Instagram par bhi aap koi image laga sakte hai. Jo aapki DP kehlati hai.

Profile photo par aap khud ki ya phir agar aap koi business karte hai to usse related koi photo upload kar sakte hai. Jise pehle Facebook par PP yani ke Profile Photo bhi kaha jata tha.

To friends umeed karte hai aapko Full form of DP kya hai ye to samaj aa hi gaya hoga. Ab baat karte hai aakhir DP ka full form kya hai (What is DP full form in Hindi).

DP Full Form in Hindi (WhatsApp DP Kya Hota Hai?)

DP full form in Hindi

Social media par DP ki full form Display Picture hoti hai, Ab aap sochenge profile picture ka bhi to yahi matlab hota hai. To hum aapko bta dete hai dono ka matlab same hi hai.

Pehle Facebook ya phir koi bhi chat use karte time hum jab apni photo lgate the to usko Profile photo hi kaha jata tha. Lekin WhatsAPP ke aane ke baad se ise DP kaha jaane laga.

To aap kuch bhi kahe matlab dono ka same hi hai. Bus ye aapki knowledge ke liye hai. Jab bhi koi DP ke baare me aapse baat kare to aap turant samajh jaye ke ye aapse aapki Profile photo ke baare me hi baat kar raha hai.

Waise to aaj ki date me hum social sites use karte time bhut se short words ka use karte hai Jaise ki Hi hw r u? Wht r u doing? WhatsUp bro? Whr r u? WTF, C/O, ETC Jo ki humari khud ki sahuliyat ke liye hote hai. Jisse hum short me type karke apni baat samne waale ko kamm time me keh paate hain.

Aese bhut se short words hai jo sab apne tarike se likhte hai.

To friends, Aaj humne aapko ek aese hi Short word DP ke baare me bataya. Jo ki bhut popular word hai or aapko iska matlab pata hona hi chahiye.

Social Media D P Full Form

Social Media par istemal hone wali profile photo ko DP kehte hain. Neeche humne aapko sabse jyada use kiye jane wale platforms ki DP ke baare mei jankari di hai.

  • WhatsApp DP Ka Matlab (What is the full form of DP in WhatsApp)

WhatsApp par use ho rahi photo ko hum WhatsApp DP kahenge. Jabke jo status lagaye jate hai unhe WhatsApp status kehte hai.

WhatsApp DP aapke profile par jab tak lagi rehti hai. Jab tak aap use khud se nahi hatate hai. Status 24 hours ke bad khud hat jata hai.

  • Facebook DP Full form

Facebook profile par use ho rahi photo ko Facebook DP kahenge or Cover photo ko Facebook Cover photo.

  • Instagram DP Full Form

Instagram par use hone wali picture ko Insta DP kaha jata hai. Jabke jo status dalte hai. Use Insta story kehte hai.

  • DP For Twitter

Twitter par use ho rahi photo ko Twitter DP kehte hai. DP ko aap jab chahe change kar sakte hai.

DP क्यों इस्तेमाल की जाती है और डीपी के क्या फायदे हैं?

डीपी का इस्तेमाल अपनी पहचान के तौर पर किया जाता है. सोशल मीडिया प्लेटफार्म पर अपनी पहचान के लिए मुख्य रूप से 3 फैक्टर का उपयोग किया जाता है. जिसे शोर्ट में NIP कहते है. आइये जानते हैं आखिर इसका पूरा नाम और मतलब क्या होता है.

N:- Name (नाम)

I:- ID (Email, Username, Phone Number)

P:- Profile Picture या Display Picture

ऊपर बताये गए तीनो फैक्टर का उपयोग सोशल मीडिया पर अकाउंट बनाते समय किया जाता है. पहले दो फैक्टर के द्वारा भी आप अकाउंट बना सकते हैं. लेकिन तीसरे फैक्टर यानी की P (Profile Picture या Display Picture) द्वारा किसी भी अनजान अकाउंट का पता लगाया जा सकता है. आखिर उस अकाउंट को कौन चला रहा है.

DP से जुड़े सवाल जवाब(DP Related FAQs)

DP का मतलब क्या होता है?

DP का मतलब Display Picture होता है.

नाइस डीपी का मतलब क्या है?

नाइस डीपी का मतलब अच्छी डिस्प्ले पिक्चर होता है.

डीपी का मतलब क्या होता है इंग्लिश में?

डीपी को इंग्लिश में डिस्प्ले पिक्चर कहा जाता है. जो की सोशल मीडिया प्लेटफार्म के लिए इस्तेमाल होने वाली शोर्ट फॉर्म है.

Conclusion – DP Meaning in Hindi

Friends, I hope aapko ache se samajh aagaya hoga DP full form in Hindi, DP ka matlab kya hota hai, DP ka full form kya hai, DP ka meaning, DP WhatsApp meaning, Nice dp full form, WhatsApp DP meaning dono ek hi hai. Post se juda aapka koi sawal hai ya aap kuch puchna chahte hai. To hume comment karke jarur bataye.

Post helpful laga to social sites par share karke baaki dosto ko bhi iski jankari de.

Aage bhi hum aesi jankari share karte rahenge. Latest Update ke liye aap humara Facebook page bhi follow kar sakte hain.

Swasth Rahe, Khush Rahe!!!

Ye bhi padhe:-

Nargis Praveen

Mai ek Blogger hu! Logo ki online help karne ke liye maine ye blog banaya hai. Jisse mai apna experience aur knowledge logo ke sath share kar saku aur aap bhi kuch naya seekh paaye.

1 thought on “DP Full Form in Hindi & English | डीपी का फुल फॉर्म क्या है?”

Leave a Comment